Hindi Sad Shayari Quotes | Latest Sad Hindi Shayari Quotes

Shayari Sad Quote Page is one of the best and amazing sites to provide you the best quotes Shayari and images like love Shayari, Hindi Shayari, English quotes, sad Quote Shayari, Images Shayari, HD quality Shayari images. Urdu Shayari Quotes, English Shayari Quotes, English Quotes, Even jokes, and funny Shayari and quotes. Visit other sections of the site for more best stuff here.

Hindi Sad Shayari Quotes | Latest Sad Hindi Shayari Quotes
Hindi Sad Shayari Quotes | Latest Sad Hindi Shayari Quotes

Kisii koo ankho ke palkoo paar naa baithna doo, Waha to sirf sapne basa karte hain,Bithana hai to bithao dil main usko,Kyuki yha sirrf oor sirrf apnee baasa karte hain.




Mana hum haalaat se majbur rehte hai,Phir bhi tere khayalon me chur rehte hai, Aakhon mein rehti hai tasveer tumhari, Kya hua jo hum tumse door-door rehte hai.




Humne socha sirf hum chahte hai tumko, Par tumhe chahane wala ka to kafila nikla, Dil ne kaha, karu shikayat teri khuda se, Par khuda bhi tumharah chahne wala nikhla.





Humare aasnu poch kar wo muskurate hai, Aisi ada se wo dil ko churate hai, Hath unka chu jaaye humare chehre ko, Isi ummed mein hum khud ko rulate hai.



Kya mangu khuda se tumhe paane ke baad, Kiska karu intezaar zindagi main tere aane ke baad, Kyu pyar mein jaan luta deta hai log, Mujhe maloom hai tumhe apna banane ke baad.




Na jaane kyu wo mujhe muskara ke milte hai, Andar ke saare gham chupa ke milta hai, Janta hai aankhein sach bolti hai, Shayad isiliya ankhein jhuka ke milta hai.



Mante hain hum har baat kehni zaruri nahi hoti, Lekin har baat ankhon se bhi poori nahi hoti, Dil kahe to raaz khol du kyun ki kabhi bhi, Izhaar ke bina mohabbat poori nahi hoti.



Rishto ki yeh duniya hai nirali, Sab rishto se pyari hai dosti tumhari, Manzoor hai aansu bhi aankhoon main hamare, Agar aa jaaye muskaan inse hontho pe tumhare.


Khuda bhi jaane kaise rishte bana deta hai, Anjano ko dil mein yuhi basa deta hai, Jinko hum kabhi jante bhi na the zindagi mein, Unha jan see bhii jyaada pyaraa bana detaa haii



Kehte hai har baat sab ko batayi nahi jaati, Apno ko bhi sunayi nahi jaati, Par sanam tum mere dil ka aaina ho,



Ruk ja subah tak hai ye raat aakhri, Zindagi ki hai ye mulaqaat aakhri, Tum mere janaze ko kandha jarur dena,    Kon jaane hoga mera ye safar tere sath aakhri.



Muskurati aankho se afsana likha tha, Shayad apka meri zindagi mein aana likha tha, Taqdeer to dekho mere ansuon ki,



Pyar karke jataye ye jaruri to nahi, Yaad karke koi bataye ye jaruri to nahi, Rone wale to dil mein hi roo leta hai,    Aankh mein aansu aaye ye jaruri to nahi,





Hame Satane ki jarurat kya thi, Dil mera jalane ki jarurat kya thi, Ishq nahi tha mujse to keh diya hota, Majak mera yu banane ki jarurat kya thi.




Dil par kisi ke yu aitbaar na karo, Dil se kisi ka intezaar na karo, Kaante hi kaante hai iss raah mein, Haad sa bhii zyaada kiisi sa pyaar naa karoo.



Aaj hum hai kal hamari yaade hogi, Jab ham na honge tab hamari baate hogi, Kabhi paltaoge zindagi ke ye panne to, Shayad aap ki aankho se bhi barish hogi.



Tumhari chahat ne aansu ke tohfe diye, Baaton ne yaado ke tohfe diye, Isliya andhero se lipat ke roo pade hum, Kyuki ujhalo ne bahut se dhoke diye.




Aye Mohabbat tere anjaam pe rona aaya, Jaane kyu aaj tere naam pe rona aaya, Yhu too haar sham umedo mein guzaaar jati thii, Aaj kuch baat hai, jo iss shaam pe rona aaya.
Previous Post Next Post